Atif Khan


Lesson ko read karne ka method:
yaad rakhe ye jo lesson aap ko mila hai abhi aap ko ise achi tarah read karna hai . jab aap is lesson ko read karlenge achi tarah phir aap ko hame email karni hai ke i am ready for test tu phir aap ko chand ghanto me reply mil jaiga aur aap ka test ke questions aap ko yaha de diye jainge phir aap ko unke answers hame email karne hain phir next day aap ka result aap ko yehi de diya jaiga aap ko her lesson me kam se kam 80% marks hasil karne hain nhi tu aap ko next time phir yehi lesson de diya jaiga is liye is lesson ko achi tarah se read kare... Best of Luck











Lesson NO 1

Noun

Noun kisi jaga, , insan, janwar ya kisi cheez ke khayal ko kehte hain. Jese boy, group , beauty ,
truth , table, girl etc.

Noun ki four kinds hoti hain.

For Example:

1.Proper Noun: kisi khaas shaks jaga ya cheez ke naam ko kehte hain . jese Dehli , Calcutta, Jinnah etc. yaad rahe ke proper Noun hamesha ka pehle word hamesha capital letter me hoga jese examples me likha hai .

2.Common Noun: kisi common shaks jaga yani place ya cheez ke naam ko kehte hain. jese chair , boy , girl, table etc

3.Collective Noun: jab 1 tarah ki 2 ya 2 se ziyada cheezo ke liye koi khaas naam use kya jai tu is ko Collective Noun kehte hain . jese ke buhat saare peoples ko group, crowd, procession etc kehte hain.

4.Abstract Noun: se mean wo cheezo ke naam hain jinko na tu hum dekh sakte hain na hi choo sakte hain. jese truth, beauty, and anger etc





Your Account Information

Name : Atif Khan

Attendance 1 out of 1

Your Refferal :0

Your Result: no available

Email:
atifkhan_1993@hotmail.com